Har waqt Tasaw'wur
mein Madine ki gali ho
Aur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho
Do soz Bilaal AQA mile dard Raza sa
Sarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho
Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir
Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho
Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-Madina
Ai kaash! muqaddar se mayas'sar woh ghadi ho